🤗
Hey anjali congrats dear tumhare IF par 2 years complete ho gaye .
kessa laga IF par I mean tumhara yee safar kessa raha 😆
A biggggggggggg Hug from me my dear 🤗
Ok ab hum aapse kuch sawal karna chahenge ..😳😆
1,aapko pechle 2 years meh kessa laga IF ki membership lekar ?
2, aap apne sabdo meh IF ka vivran (discribe )karengi ?
3 aapko kin kin mushkilo ka samna karna parda ?
4, koi yaadgaar moment ??😳
5, koi embarrassing moment ??
6, IF par best friend kaun hai ??
7 200 words about ur Friends 😳 aur name bhi likhna saath ..
8 aur kuch mere baare meh bhi kaho na 😳 I know main bahut hi intelligent aur sweet hoon 🤣🤣🤣
jaldi se saare sawalo ke jawab do naaaaaaaa 😆
Congrats Once again ....tum issi tarah IF par aati raho aur dhoom machati raho 😳😆😆
Ur duffer Friend Manpreeeeeeeeeeet 😳😆