Geet ye tumhara kaisa pyaar hai,
Jo tumne khud ke liye maut,
Aur meri liye zindagi ki sja chuni,
Maan apki zindagi, mere liye sabse anmol hai,
Geet jitni baar bi janam le,
Ydi usse apne maan ki zindagi aur khud ki zindagi mein se kissi ko chunna honga,
To wo apne maan ko hi chunegi.
Geet kyun kiya mujhse itna pyaar
Maan pyaar khud ke bas me thode hota hai,
Pyar kiya nhi jata, ho jata hai,
Is dil ne apko chaha,
Aur sb kuch apko sop diya
Geet maan ki zindagi tumhare bina adhuri hai, ab wo kaise jiyenga
Maan aap akele kaha ho,
Aapke sath mera pyaar hamesha rahenga
Dhoop ki phli kiran ki tarah,
Phoolo me bikhri khusboo ki tarah,
Saawan me barsi boondo ki tarah
Raat me aakash me chaye taaro ki tarah
Aur aapke dil me basi dadkano ki tarah
To fir apse dur kha huyi maan,
Mein to aapki perchai hu,
Aapse juda kaha hu maan
Geet tumne apni zindagi, mere sapne ki khatir kyun kurban kar di
Maan wo sapna apke akele ka kaha tha,
Wo hamara sapna hai,
Hamara pyaar,
Hamari jaan,
Hamare pyaar baare palo ki khushiyama tohfa
Daadi: maan bete khud ko sambaliye
Maan : daadimaa kaise khud ko smjhayu,
Geet ne asa kyun kiya,
Usne mujhe kyun nhi kaha,
Wo kyun nhi smjhi,
Uski zindagi, akele ki nahi,
Meri hai
Tu usne asa fasla kyun liya
Daadi: bete unhe kuch nhi honga
Maan : daadimaa use kuch nhi ho sakta
Uske bina maan kuch nhi h,
Geet tumhare bina maan kuch nhi h,
Kuch bi nhi hai
Mujhe nhi padna uska ye letter,
Geet ye tumhara
Kaisa ye pyaar hai
Geet apne maan ko kbhi sja nhi de sakti, Maan kash mein apko sb bta pati
Andekhi anjani se ye mohabbat hai,
Chupke se milte dilo ki ye aahat hai,
Jis pyaar ke sab deewane,
Jo kho gya, wohi jaane,
Baatein kitabo ki,
Raatein hai khawabo ki,
Hr khwab ijhaar hai
Kaisa ye pyaar hai
Kaisa ye pyaar hai
Kaisa ye pyaar hai
************
**********
completed
kyun na ab pura kiya jaaye is mohabbat ki adhuri dastaan ko
comment:
p_commentcount