PART 3
K- Jinie tumhe shaadi ke alawa aur kuch sujhta nahi hai kya, aur pehle mujhse dur jaayo
Jinie separated and pouted which Kabir found super cute. He smiled and said
K - Jinie in sab baare mein baad mein baat karenge, abhi naashta karle fir mujhe office bhi jaana hai
J- OK juju, main bhi chalugi
"No ways" Kabir shouted on Jinie shuddered lightly which not got unnoticed by Kabir then he soften his voice
K- Jinie dekho tum aise hi office nahi ja sakti ho
J(pouting cutely) - kyu juju
Kabir smiled and said
K - Jinie ye sab main tumhe office se aane ke baad samjhaunga, abhi breakfast kar le
Jinie smilingly nodded
After Breakfast
Kabir went to his room and got ready then he came to living room and saw Jinie watching her Jaadui dabba with amazement, Kabir smiled and started adoring her.
K(pov)- kitni pyaari hai ye aur bahut cute hai, agar ye insaan hoti to shayad mujhe abhi tak isse pyaar ho gaya hota
Kabir got shocked and blushed at his thought then he cleared his throat to gain attention of Jinie
Jinie saw him and stand up with a excited smile which made Kabir smile.
K- Jinie main office ke liye nikal raha hu, jab tak main office se na aa jaau tab tak tum...
Just then the door bell ring and he went to open the door.
A small boy of 8 years was standing there with some books in his hands.
K- hey karan
Ka- hello Kabir bhaiya, aapne ye books mangvaayi thi na
K- ha de do, Thanku
Ka- welcome bhaiya, bye bye
K- bye, Aur tujhe shaam ko chocolate khilaata hu
Karan squealed "yeee" and left. Kabir smiled and then turned to Jinie who was looking at her smilingly
K- tab tak tum ye books aur ek dictionary hai vo padho, aur basic English seekho and tum apne is Jaadui dibbe ko bhi dekh sakti ho
Then Kabir taught her how to change channel and how to pick phones and also told her not to open the door if anybody rings the bell other than him. And he went to office.
IN OFFICE
KABIR'S CABIN
K(pov)- pata nahi Jinie kya kar rahi hogi ghar par, kahi kuch gadbad na ho jaaye, hope sabse thik ho...
Kabir was lost in there thoughts when he heard a voice of clearing of throat. He looked up and found Tarini standing in front of the table with hands folded.
K- Tarini tum yaha, baitho na
Tarini sat down
T- Kabir kiske khyaalo mein itna khoye hue ho ki meri awaaz tak tumhe sunayi nahi di
K- nahi Tarini aisi koi baat nahi hai
T- kuch to baat hai Kabir batao na Plzzz
K- um Tarini dekho main tumse kuch chupata nahi isliye main tumhe sab Sach batata
Then Kabir told her all about Jinie, how did she entered in his life and their all conversations.
Tarini was in shock, her mouth was a perfect O, after sometime coming in terms with all this information she said
T- Kabir ye sab Sach hai?
Kabir looked at Tarini with a look that you can't be serious
K- ofcorse Tarini ye Sach hai main aisa mazaak kyu karunga tumhare saath
T- matlab tumhare ghar mein Sach much ek Jinie hai
K- yeees
Tarini's palm was covering her mouth and she was looking at Kabir in shock not believing what he said
T- oh God Kabir, I don't believe this
K- Tarini you have to believe this kyuki main Sach keh raha hu
T- to Kabir ab?
K- ab kya, ab vo mere saath reh rahi hai
T- Kabir tumne kaha ki vo tumne shaadi karna chahti hai to kya tum usse shaadi karne ka soch rahe ho?
K- pata nahi
T(shocked) - pata nahi, pata nahi matlab, tum uski shaadi karne waali baat ko consider kar rahe ho?
K - Actually... Ha
Tarini mouth hung open hearing this, she couldn't believe what she heard right now from Kabir's mouth
T- Kabir have you gone mad, kya bakwaas baat kar rahe ho, vo ek Jinie hai aur tum ek insaan how's it possible
K- why not Tarini, actually main car mein jab tha to main in sab baato ke baare mein hi soch raha tha, maine socha ki agar Jinie mujhe mere past ke saath accept kar le to usmein harz hi kya hai, vo mujhe chodke ab jaane nahi waali ye uske jinland ka koi rule hai aur agar nahi bhi hota to bhi I am sure vo nahi jaati, and vo bahut hi acchi bhi hai, uski innocence, uska sweet nature all these really attracts me towards her, aur mujhe usmein koi kharaabi dikhi hi nahi
T- Kabir for God's sake vo ek Jinie hai, itni ladkiyaan marti hai tum par aur tumhe ek Jinie hi mili
K- come on Tarini mujhe Un ladkiyon se zyada Jinie trustworthy aur pyaari lagi aur vo hai bhi, aur uske Jinie hone ke alawa mujhe usmein aur koi kami nazar nahi aati plus main chahta hu ki Jinie bhi baaki jinis ki tarah apni life jeeye, apne pyaar ke saath
T - oh ab main samjhi, to tum Jinie ki help kar rahe ho ya fir yun kahu ki tum uspar ek ehsaan kar rahe ho
Kabir smiled and shook his head then leaning back to his chair with both hands entwined with each other he said
K- Tarini main Jinie pe koi ehsaan nahi kar raha hu balki main khud ab chahta hu ki meri aur uski shaadi ho, vo seriously mujhe bahut acchi lagti hai
T- oh to tumhe ek din mein vo itni acchi lagne lagi ki tum usse shaadi karna chahte ho, Kabir it's just an infatuation
K- ho sakta hai lekin mujhe is baat ka pura yakeen hai ki mujhe jaldi usse pyaar ho jaayega, aur isliye aaj hi main use apne past ke baare mein sab bata dunga
T- arey hold on, pehle aaj main tumhare ghar pe dinner karne aaungi aur Jinie se milungi, agar vo mujhse acchi lagegi to hi tum apne is shaadi and all cheezo ko consider karoge, OK?
Kabir smiled at her concern for him and said "ok".
AT EVENING
KABIR'S HOUSE
Kabir opened the door by his key with a smile on his face ofcorse to see Jinie
When he entered he heard a voice
Main Ladki Hoon Tum Ladke Ho
Yoon Lagta Hai Jab Milte Ho
Aaya Mausam Dosti Ka
Ki Aaya Mausam Dosti Ka
He saw Jinie standing in front of him singing these lines pointing his hands towards him.
Kabir got shocked hearing this and said
K - Jinie ye tum kya kar rahi ho aur kyu
J- oho juju ye sab chodo aur ye lo paani peeyo
K- thank-you
J- oho juju, friendship mein no Thanku and no sorry
Kabir got surprised hearing this and said
K- ye tumne kaha se seekha Jinie
Jinie excitedly said
J- vo juju prem ne sikhaya
K-prem, kaun prem
J- oho juju suman ka prem
Kabir got more confused and said
K - ab ye suman kaun hai
J- oho juju aapko to kuch bhi nahi paata (dramatically) suman aur prem vo hai jinhone ek dusre ko kaha ki maine pyaar kiya
K- oh ab samjha to ye tumhare us Jaadui dibbe ka kamaal hai
Jinie nodded and again started singing
Dil deewana, bin sajnaa ke, maane na..
Dil deewana, bin sajnaa ke, maane na..
Yeh pagla hai, samjhaane se, samjhe na..
Yeh pagla hai, samjhaane se, samjhe na..
Kabir shook his head seeing her drama when suddenly Jinie hold both of his hands in her and started singing
Dhak dhak bole, ik ut dole, din raina..
Yeh pagla hai, samjhaane se, samjhe na..
Yeh pagla hai, samjhaane se, samjhe na..
Kabir stopped her and said
K - tumhara dil Sach much paagal ho chuka hai aur tum bhi
At this Jinie giggled which made Kabir smile whole heartedly
K- Jinie ab ye hasna band karo aur chalo dinner ki tayyari karte hai
J- oho juju aapko breakfast and dinner ke alawa aur kuch sujhta nahi hai kya
She pouted which made Kabir's smile widened and he said
K- Jinie aisa nahi hai bas aaj meri best friend dinner pe aa rahi hai Aur vo tumse bhi aakar Milegi, isliye main chahta hu ki tum ready raho... I mean khaana ready rahe, OK?
Jinie nodded cutely which again made Kabir smile and he left to his room smilingly.
END
As I promised here is the update
Do read and comment
Edited by vssdp - 8 years ago