Posted:
this song is well suited for the situation of omkara and gouri
paas aaye..
dooriyaan phir bhi kam naa huin
ek adhoori si hamaari kahaani rahi
aasmaan ko zameen, ye zaroori nahi
jaa mile.. jaa mile..
ishq sachcha wahi
jisko milti nahi manzilein.. manzilein..
dooriyaan phir bhi kam naa huin
ek adhoori si hamaari kahaani rahi
aasmaan ko zameen, ye zaroori nahi
jaa mile.. jaa mile..
ishq sachcha wahi
jisko milti nahi manzilein.. manzilein..
rang thay, noor tha
jab kareeb tu tha
ek jannat sa tha, ye jahaan
waqt ki ret pe kuch mere naam sa
likh ke chhoD gaya tu kahaan
jab kareeb tu tha
ek jannat sa tha, ye jahaan
waqt ki ret pe kuch mere naam sa
likh ke chhoD gaya tu kahaan
hamari adhoori kahani..
hamari adhoori kahani.
hamari adhoori kahani.