If you like it then i wil continue with part 2...
Gorat jaise ek choote goun mein agar koi chand ko chooneh ke sapneh dek sak tha,tha toh voh thi humari Panchi."Panchi, ohh panchi kahan panchioon ke tharha gum thi rathi hai. Kam nahi kar na kya? Panchi humasha yehi jawab de thi thi, "Nahi mein kam nahi karoongi, mere haath gis jayeengeh, aur phir chand per meri jaise ek gown ki ladki ke liye jagah nahi hogi. "are paglee, kya masak hai tere, ab tu jaldi se ajja, jalebi aur dood rakha hai table per. Panchi-Aye mami, yeh hui nah chand waloon ki bath. (eats jalebi) chal ab capde sille, mohiniji apna blouse le neh ajjaengi char baje. Ji mami abhi sill doon gi. (after done with bluse)Mami mein pani bar kar athihoon. Teek hai.? Hain jaldi anna phir saath mein mela mein chalegein. Ji mami. (after comes back with the water) Mami mein nah kar aggaye aur barthan bhi saaf kardigey. Toh chal mela mein chaleen mein bhi taryar ho gaye.. Mera pass 200 rupees hain.. Toh tere liya kuch kapre kareedein gay. ( Panchi sitting at windowsill) Nahi app jao mein asie choote functions mein nahi jathi.. Mami grabs her hand.. Deek ab kuch zyada hi hogaya hai.. Tu yahan shahar jane ke sapne deknah chorde, tere mama shahar (city) gaye the 20 years pehle,.. Aur ajj tak nahi loote( returned) Aur iske baad to is gown mein kisineh shahar janne ke baath nahi kahi hai. Aur abb tu… ross ross mazak nahi hota beta, tu ishe Gorat mein zindagi bithayegi aapni "chandni bus" ke intezaar mein..