No ye nahi hona chahiye
Ariya ko alag mat karo.
Sam ka pyaar ek tarfa he riya uske sath khush nahi rahegi...
Arjun ne sam ke liye riya ka pyaar kurbaan kar diya jab ki vo riya se bhot pyaar karta he...
Riya ne sadi ke liye ha kar di kyuki vo arjun ki khushi chahti he..
Arjun ka kehna vo taal nahi sakti..
Aisha ka to buri trahse dil tut gaya...
Pata nahi ab kya hoga..?
Please next part jaldi dena.
comment:
p_commentcount