Tina & Bani (Rishta- Bonding)
Terah Mera kiya Rishta hain, mein jaantee nahin
Par abb mein tuj say durr rahpate nahin
Chuoot(hurt) tuj ko lagtee hain, dard muj ko hota hain
Aankh say teray ahsu beitay hain, dil mera roohta hain
Teri mojudgee apnay paan ka aysaas karate hain
Teri judai dil cheer kay rakdaytee hain
Abb jub hummay milaya hain too abb durr nah karo
Hum do beiyno ko aysay majboor nah karo
Hummay ek dusray ka sahara baan nah hain
Hummay humray mommy papa ko ek karna hain.