Chahay kitnee bee parashani ahjaay ek saathPar Chakor nahin choray ki apnay suraj ka saath
kartay hain bohaat pyaar ek dosray say
par shayaad dartay hain izhaar karnay say
suraj kheita hain kay jub jeena chata hooto mout sir par kharee hain
Jub tujay gahlay lagana chata hoo tu haath-paier mein zanjeel bandewe hain
par teri meri nazray jub be miltee hain
wo khud yeh khatee hain kay hummay tum say pyaar hain
zahlaymo nay hummay door kardiya
or khudi apni maout ka nika nama likawa liya
Chakor himmat nahin haray gee yeh mujay yaqeen hain
wo apnay suraj ko guroob nahin honay daygee yeh mujay yaqeen hain
Hum ek dosray kay liya hee banaye gayee hain
kitna be duor karloo hum ek dusray kee sahsoo mein basay way hain