Posted:
Waaah gul mata...waaah...dengue ki waajh se aapne Svetlana,tia aur romi ko sisters bana diya?kyun?...ab aapne bana hi diya toh aapne acp ko kyun chod diya?acp ko naafraatbaaz sisters ki Bhai bana diya hota...toh hamein thodi khushi hoti...aab agar baad mein acp ko Mrs kapoor ki illegitimate beta bana diya Na toh jantha aapko maaf nahi karegi...