Lioness sachi
Kudos to her
Superb acting
Mujhe toh kal hi lag rha tha ki agar woh nhi bolti toh kabhi bhi nhi bol pati.
It was high time.
Kitni samajh dari aur patience say usnay apnay shadi walay din say aaj tak situation ko sam bhala
I really am liking her character .
Aaj kal koi bhi ho boy ya girl no fence to any body patience nhi rakh ta...no wonder it nay divorce ho rhe hein.
Koi bhi rishta ho usay sambhalnay kay liye ego ko apni zindagi may jagah nhi deni chahiye.
Jesay humaray parents kay time may hum logo ki moms bahut selfless ladies hoti thi...yeh koi galat baat nhi
It's not that ki I m not in for women empowerment but still
Meri mom ya ghar ki aur bari ladies bolti hein ki ek ghar ko bandh nay kay liye ek aurat ka role sabsay bara hota h
And kabhi kabhi kuch situations may galti na honay par bhi chup rehna chahiye that makes sense now
Bcoz aryan toh full self control kho chuka tha agar aisay may sachi bhi uss say ulta larti jhagarti toh imagine guys kya hota.
Woh apnay pehar chali jati jhagara aur bar jata aur dono may aur duriyaan a jati
Aisay may sachi nay bari hi samajhdari aur sabar say kaam liya
So aap sab ko aur na pakka tay way mein yahin ka hungi ki kavita barjatiya nay bahut hi Acha aur ek dum real show banaya h.
Aaj kay zamanay say ek dum alag lekin aaj kay zamanay ko kuch Sikhanay kay liye.
I hope I was not boring.
Mujhe toh pyar hogaya h iss show say