Thing i love the most
Raman didn't create any scene in front of society
He said andar chalte h main nahi chahta tera tamasha bane
This is the difference between mani and raman
Mani raman ke pure khandan ko jalil kar sakta h it rais padwakar
But raman ne wajah hote hue bhi uska tamasha nahi banaya
In mani house raman was continuously defending adi
But adi was defending aliya
Ki uska intention galat nahi tha
Really khud ko badnaam kara lete h taki hamari shadi ho jaye this is not wrong
Wow pyaar kya kya karwata h
I loved first scene
Ishita was absolutely right
Aaj mujhe ehsaas hua ki agar raman adi ki baat na manta to shayad ye aur romi kisi ko hospital pahuncha dete
Parents never raise their fingers at their kids
But bacche kabhi bhi maa baap ki izzat utar sakte h
aap hote kaun ho
Aapne ye ye galat kiya h
Aapko maarne ke siwa aata kya h
Aapke karan hum kyu suffer kare
And this line is irony
Parents apne baccho ke liye waqt padne par badi se badi jillat seh jate h apni jaan tak de sakte h aur raman ishita to iska best example h
Aur bacche unse bolte h aapki galti ke karan hum kyu suffer kare
Ridiculous
Aur baad mein jakar ladke ko dhamkana
Wow amazing
Aur ye romi is he really elder i don't think so
In fact today none said anything to adi
Everyone was quite
He was blaming his parents
He was misbehaving with them
Are isse pucho jis ladki ke liye bakwaas maar raha tha ye wo thode din pehle iski jindagi mein aayi h
Lekin parents ne janam diya h
Paalkar itna bada kiya h ki tum itne bade hue ho
Yes parents se galtiya hoti h insaan h akhir wo bhi
Lekin unke jo ehsaan h hum par wo kaise bhool sakte h hum
Ek time wo bhi tha ki bacche parents ki itni respect karte the
Aur aaj ek ladki ke liye unhe sabke saamne jalil kar sakte h
Pehle adi ne aliya ko dhamki di
Nidhi ne fayda uthaya
Pure bhalla family ki life change ho gayi
Pihu chali gayi
Raman tut gaya mani pagal ho gaya
Aaj phir bhai sahab dhamki dekar aaye h
Agar phir se koi fayda utha leta to kya karte ab ye