bhagawan kare yeh sab sach ho jaye
maine sapane main bhi dekha hain ke rajeev aur aamna ki shadi huyi hain.
yeh god bharai ho rahi hain aur main na aau aisa ho hi nahi sakata i love jodi.
Hey dear!! mujhe poora yakeen hai yeh sapna zaroor sach hoga, jo hum sab ne milke dekha, bas apne sapnon par humesha yakeen banaye rakhna!! jodi humesha aik saath rahegi!!!
aur haan dear zaroor aana, ok!! tumhara intezaar rahega!!😳