A(pov)-yaar ke to samajh mein nahi aa raha ki inhone mujhe msg kyu kiya , upar se ab mujhe ye nahi pata ki mujhe baat kya karni chahiye
Again a message came and she saw
K-so aur kya chal raha hai
Oh god anu ye ho kya raha hai , mujhe ye samajh hi nahi aa raha hai ki main inse kya kahu
A-sab thik
K-yaad hai tumhe last time hum tab mile the jab hamari families ek saath picnic pe gayi thi
A-yup
K-kya hua all ok
A-ha , kyu
K-nahi tum ek word mein hi meri saari baton ka answer de rahi ho , waise to tum itna bolti hu
A(pov)-to ye, ye sab bhi notice karte the
She got shocked at this new revelation , she always use to get scared from him because she had never talk to him . She only talks with his big bro rajveer who shares a friendly bond with her. At picnic also she had ignored him completely , they were just like strangers travelling in same vehicle and now he was talking with her like they both had talked a lot.
A-aapko kaise pata ?
K-kya
A-yehi ki main zyada baat karti hu
K-bas pata hai
A-arey aise kaise pata hai
Now she started getting irritated
A(pov)-had hai yaar , ek to bande se pehli baar baat kar rahi hu upar se ye thik se kisi chiz ka jawaab hi nahi de rahe
K-oho , tum shayad bhul rahi ho ki jab hamari families picnic pe gayi thi tab saath mein main bhi tha , aur tumne mujhe chodke sabse baat ki thi.
A(pov)-to inhe fark padta tha ki maine inse baat nahi ki , par kyu?
She got lost in thinking when again her phone beeped
K-hey kaha chali gayi
A-aapne bhi to mujhse baat nahi kit hi
K-tumhe fark pada tha is baat se
Ananya got shocked with this teasing and cheeky reply
A(pov)-yaar ye mujhse aise kyu baat kar rahe hai , kahi ye mujhe like..., no no anu dont't think like that , par agar ye sach hua to , vaise bhi aaj kal ye mere saath bahut ho raha hai , oh god agar ye sach hua to , but main to inhe kabhi dekhti hi nahi let alone baat karu , fir inko main kaise pasand aa gayi , omg ab kya karu main, ha rajveer se puchti hu usko zaroor kuch pata hoga .(Then looking at her phone) But pehle inhe reply to karna hoga na
A-aisa kuch nahi hai
K-really
A(gulped and typed)-ha , main offline ja rahi hu , I have school tomorrow . Bye
And she came offline .
HERE AT OTHER SIDE
A man was seating on his bed and was continuously looking at his phone with happy and mischievous glint in his eyes . He was none other than Kabir. He spoke loudly looking at his phone
K-hmm mujhe nahi pata tha Ananya ki tumhara school Sunday ko bhi open rehta hai (He chuckled loudly and shook his head at her so called excuse to not talk with him) atleast bahana to dhang ka banati yaar.
He kept her phone aside and laid down on his bed with folded hands across his chest . He started thinking about the turn of events occurred in his life. He smiled at the thought of the girl he had started admiring now .
K(pov)-Ananya , bilkul apne naam ki tarah hai sabse alag . Uski smile , uske antics ye sab cutest in the whole world hai . And not to forget uski baatein jo non stop chalti rehti hai (he laughed at this thought). Jabse use jaan na shuru kiya hai sirf yehi lagta hai ki ye ladki mere liye best hai , but mujhe aisa lagta hai ki vo mujhse darti hai(frowning on this thought) kya main itna daravna dikhta hu .
He got up from the bed and went upto the mirror .
He looks himself in mirror and then starts talking with his reflection
K-Kabir Sharma mujhe to nahi lagta ki aap itne dangerous hai ki koi ladki aapse dare , ya fir aap sachmein utne dangerous dikhte ho
He got confused and then after deciding something leave his room.
He knocked on the door and when no one opens the door , he pushed it nad entered in the room . He went upto the bed and started shaking the person who was sleeping peacefully on it.
K-bhai utho na , wake up yaar
R-sone do Kabir
K-bhai plzz utho , its very important and severe matter
Rajveer now half opened his eyes and looked at Kabir
R-kya hua
K-pehle uthke thik se baitho to sahi
R(getting irritated , mumbled to himself while seating up)-yaar ye mujhe thik se sone nahi dega , (when got seated properly )ha bolo
Kabir sat in front of him , so now they are facing each other
K-dhyaan se mere chere ko dekho
Rajveer observed keenly and then shook his head
R-nahi kuch nahi laga
K(giving him are you mad look)-bhai aapko seriously lagta hai ki maine aapko raat ko isliye uthaya kyuki mujhe ye jaan na tha ki mere chehre pe kya laga hai
R-to tumhe lagta hai ki main jyotshi hu ki itni raat ko tumhari maanthe ki rekha ko dekhke batau ki tumhare saath aage kya hone wala hai
K-bhai plzz , I am serious , aap pehle mere chehre ko dhyaan se dekho
R-arrey baba dekh liya ab aage bhi bolega
K-thik hai ab batao , kya main aapko daraavna lagta hu
R(weird and shocked voice)-kya , ye kaise sawaal hai
K-yehi sawaal hai aur ab mujhe jawaab do
R-nahi yaar tu kabse darawna lagne laga
K-matlab main dangerous nahi dikhta
R-ofcourse not
K(mumbled to himself in low voice)-to fir wo mujhse itna darti kyu hai
R-kaun kya karti hai?
K-uh nahi kuch nahi , aap so jao good night
And he left from there leaving shocked Rajveer behind
R-ye ise aaj ho kya gaya tha (then shrugging off) chodo kal dekhta hu .
And he went to sleep
Here in Kabir's room
K-ye to confirm hai ki main dangerous to nahi dikhta , to fir vo mujhse kyu darti hai , Kabir sahab ye sab aap baad mein sochiyega , filhaal go to sleep.
END