Aap wo phool ho jo gulshan mein nahin khilte ,
Par jis pe aasmaan ke farishte bhi fakr hai karte ,
Aap ki zindagi hadd se zyada kimti hain ,
Janam din aap hamesha mnaye yu hi hanste hanste .
Janamdin Mubarak
,
,
..
!!!
Har raah aasan ho,
Har raah pe khushiya ho,
Har din khubsoorat ho,
Aisa hi poora jivan ho,
Yahi har din meri dua ho,
Aisa hi tumhara har janamdin ho!!!
'
Baar baar yeh din aaye,
baar baar yeh dil gaaye,
tu jiye hazaro saal,
yehi hai meri aarzoo,
Happy B'day To You !!!
'
Ayi Hai Subhah Wo Roshani Leke,
Jaise Naye Josh Ki Nayi Kiran Chamke,
Vishwas Ki Lau Sada jalake Rakhana,
Degi andheron mein rasta diya banke
Happy Birtday