kbi bne anant jo,kbi bne us ram ki.
shaheer ji apne fans par kuch to reham kiya kro,
tv screen par itne cute look na diya kro.
warna ek din aisa kaam hoga,
ki fans ko ghayal krne ki katil hongi aapkh adaein,
aur aap par ilzam hoga.
tv screen par dev bnkar jab bhi tum ate ho,
sach kahun hmesa fans ki saans rok kr jate ho.
acting tumhari behad khas h,
aur tumhare liye yahin dua ab mere paas h,
ki duniya mein hmesa tumhara naam rhe,
puri ho tumhari har tamanna,
tumhara adhura na koi kaam rhe.
.
thanks everyone.
hope u like it...