Apun bola tu meri rupa
wo bali khelta hai sala
apun jab bhi zooth bolta hai
public sala samjtayich hai
apun abb bhi sach bolta hai
ek bar jodi bana do na yaar
Ruppu for Qazi and Ruppu Jodi
kab maine ye socha tha kab maine ye jana tha
tum itna fame ho jaoge tum itne vote paoge
mere qazi public ke sanam
public bana do na jodi sanam
Qazi for Qazi&Rex Jodi
chahe kar le bhi kitne sitan
has has kar sahenge ham
ye jodi me hai na dam
sanam teri vote ki kasam
Qazi for Qazi& Ruppu Jodi
kya kare kya na kare ye kaisi mushkil hai
koi to bata de iska hal wo mere bhai
ek taraf ruppu se bhi jodi chahe ham
par usko hi ye kahne se dare ham
enjoy
mansđ