then both said bye and naitik goes office...
ak - do ghante ho gaye office gaye hue lekin naitik ne abtak ek bhi call nahi kiya.. khud to office ke kaam me busy ho gaye honge yahan mai hi akeli baithi bor ho rahi hu.. ek kaam karti hu mai hi khane ke bahane phone karti hu
she calls naitik
nk - abhi se ap mujhe miss karne lagi na akshara
ak - ji nahi maine to ye kahne ke liye phone kiya tha ki ap time par khana kha lijiyega kyuki ap kaam me busy ho jate hai to apko dhyan nahi rahta
nk - bahane banana khum achi tarah se aata hai apko
ak - mai jhut nahi bol rahi hu
nk - mujhe sab achi tarah se pata hai acha chaliye ab mai phone rakhta hu mujhe bahut kaam hai
he cuts the call
ak - ye naitik ko ho kya gaya hai ek baar bhi ye nahi poocha ki ap kaisi hai aur phone bhi cut kar diya.. lagta hai naitik ne challenge ko kuch jyada hi seriously le liya hai
in evening naitik came from office and goes to his room.. akshara realises that naitik is coming she fastly stood and hugs naitik tightly..
nk - akshara room ka door khula hua hai kisi ne dekh liya to
ak - dekhne dijiye mujhe koi fark nahi padta.. ab mai apse ek pal dur nahi rah sakti
after somtimes they broke their hug then naitik closes the door and make her sit on the bed
ak - aj apne mujhe ehsas dila diya ki pyar kabhi khatm nahi hota