Patient to Doc: Aapne nurse bahut achhi rakhi hai, uska haath lagte hi
main theek ho gaya.
Doctor: Jaanta hu, thappad ki awaaz mujhe bhi sunai di thi.đ
----
Munna bhai: Agar bina danto ka kutta kate to kya karna chahiye...???
Circuit: simple bhai... Bina sui ka injection lene ka..!!!