Posted:
swasan ko lekar mere ghar mein laptop banned ho gaya hai swasan baja se meri ma sochti hai main pagal ho gayi hoon lekin india forum mein aakar dekhe sare pagal hai swasan ke liye. i started eating dinner 9.30 which i used to take at 7.30 and eat it for 30 mins. aur phir ma ne mere mobile mein wifi connection tak band kar diya then also i just want to say swasan
swasan
swasan.
swaragini cv ka torture toh daayan aur annapurna aur ragini ka torture toh hai.