Posted:
Well, aaj jab Atul Anjali ko ghoor raha tha toh Sister Lovely ka expression dekha??? đ Aisa lag raha tha ki woh Anjali ko khaa jati. đ Aur phir humaare hunk Dr. Armaan se jab Sumit baat kar raha tha about Dr. Riddhima, tab hi had that awkward dreamy look on his face. Armaan ka expression dekha?đ Kuch toh gadbad hai look. Dr. Armaan ka toh pata nahi lekin Lovely toh Anjali ko chodne waali hai nahi!đ