swara laksh and ragini enter karte hai MH me...uttara bhi aa gai hai exam dekar...laksh ne swara ko promise kiya hai ki ab vo use pareshan nahi karega aur swara apni life me laut sakti hai...bahut hi khush hai sab...pandit ji ne dono new bahu se kaha rangoli banane kyuki yeh subh hota hai means swaragini ko kaha hai...sab kuchh thik hai par hone wala hai sanskaar ki car me dhamaka...frown emoticon yeh dhamaka karane wali hai ragini...
then they show masti on set...Helly iv...varun namish and teju iv...and again masti...
the big thing is ki sanskaar ko harm karne wali hai ragini...oh god...yeh ladki bhi na...hate ragini so much