Hey guys aaj pre cap se sab confused he sabki alag rai aayi k kyu sanky ne swara ko kaha k wo uski wife ban jaye aur marriage ko chance de..but mujhe ye lag raha hai k ye kahi humare pyaare lux g ka dream to nahi ho...😆😆ha yaar ho sakta hai..KC main sawsan khush nazar aa rahe hai..aur spoiler se hume pata hai k sawsan ek saath dinner karege aur bahot khush hoge..aur lux g jealous hoge..waise bhi jab ragini aakar lux ko kahegi k sanky ne varat rakha swara k liye..than sanky lux ko kahega he love swara..so kya pata room main aakar lux ye sab soche aur dream main ye dekhe k sanky ne swara ko ye sab kaha aur swara maan gayi..who knows yaar ye sach main dream hi ho...
Kyu k sanky k kabhi swara ko force nahi kiya aur na karega ye usne promise kiya tha to wo aisa kyu kahega..I don't know but I think ye dream hoga lux ka jisse wo aur jayada psyco ban jayega...aur sayad tab swara ko dhamki dega k wo uski life me wapas aa jaye