My ff "Tu Jaane NA" is on hold, I am working on it to update the next part soon , in between the break , I am posting this short story on Swasan , based on current track..It will end in two parts ... so enjoy and give your valuable comments.. 😊
PART ONE :
Scene :
Swara declared "mujhe divorce nahi chahiye" ...Sanskar was there at the door step , for one moment , he could not believe his ears, he thought he is dreaming in pure daylight ... Swara's words gave him the shivers down the spine...those words are much awaited, Sanskar , who was always blamed by his lady love for loving her thus breaking the contract of friendship, could never imagine anything like that from his lady love, he knows that Swara never loved him , so these words came as a magic to him...he closed eyes to feel the moment, to realize the truth that he was not dreaming... but then...he saw his brother , laksh standing right there beside Swara, looking at her furiously ... DP , Annpurna, Parvati , Sekhar , Sharmistha all were present there
Laksh : "tumne ye kya kiya Swara ? tum jaanti bhi ho tum kya kar rahi ho ? tunm sirf aur sirf mujhe punish karne ke liye Sanskar se jhoote rishte jod rahi ho firse..."
Swara : " mujhe tumse koi matlab nahi hai Laksh aur nahi tumhe punish karne me mujhe koi interest hai..main ye divorce nahi chahti kyunki nahi chahti bas...ye meri faisla hai..aur mujhe tumhe explanation dene ki koi zaroorat nahi hai..."
Laksh :"haan haan..zaroor...mujhe explanation dene ki waise bhi koi zaroorat nahi hai kyunki mujhse behtar koi nahi jaanta hai ki Sanskar ke liye tumhare dil me kuch nahi hai...sirf nataak karne ke liye tum uske saath rahna chahti ho..tumhe kya lagta hai Swara..ye sab naatak ke baad main Ragini ko apna lunga ? wo toh main iss janam me nahi karunga.."
Swara : " Aur main kisike liye tumhare aage bheekh bhi nahi maang rahi hu..Ragini hi tumse pyar karti hai , main nahi , agar tum usse bhi kho diya , toh loss tumhara hai , par mujhe Sanskaar se alaag nahi hona hai aur tum bich me nahi bolo toh behtar hogi..bade papa, maa, pahle joh kuch bhi huya ,uske liye main maafi mangti hu, mujhe yeh shaadi nahi todna hai bas.."
DP and Annpurna happy , Shekhar smiling, Parvati hugged Swara and told
"maareko pata tha tu wohi karegi jo sahi hai "
Sanskaar again closed eyes , he now realized why Swara wants this marriage , not because she wants Sanskar to be with her , but because she wants to see Ragini with her Lakshjee...
Sanskar smiled a little..he was smiling on his fate... He loved Swara with all his heart , but in return he got blame after blame, negligence and now this drama...it's not that he wanted anything in return, it's just he is feeling God wrote only supporting actor's role on his fate, and when the role ends, he will be left all alone again, this is his fate, but ...
Sanskar opeend eyes and thought ' toh kya huya Sanskar, tu isike layek hai...pyar karte hai na Swara se, ho wo jaise chahti hai waise hi saath nibha, apne aap ko bhool jaana hi pyar hota hai, Swara se tumne wada bhi ki hai k tum har waqt uske liye ready rahoge jab bhi woh chahe tumhara saath..aj wo ghari hai toh dukhi kyun hai tu...muskurake saath nibhao.."
Sanskar decided to leave silently , as when Swara will tell him to take her at home , he will do so..
None except ragini noticed Sanskaar there..ragini is really a changed soul now, though no one is understandind the change except Swara..she knows her sister doing all this for her and she also knows Sanskar loved Swara more than his own life and no other guy can be better for Swara than sanskar , she did not like the way laksh forcing Swara to live with him, not because she wants laksh , but because swara told her , she does not love Laksh and does not want to live with him , on the other hand , she noticed sanskar, always there for Swara, taking all types of risks for her , but never demanding anything in return...Laksh only wants Swara because he needs her , but Sanskar is always there for Swara when she needs him,,thats the difference...
Ragini came behind Sanskar and called him..
Sanskar stopped "kya hai Ragini , mere piche kyun aayi ho tum ?"
Ragini : " mujhe pata hai Sanskar k aap hume bilkool bhi trust nahi karte , aur karna chahiye bhi nahi , par hume aapse zaroori baat karni hai..."
Sanskar : " Ragini iss waqt main kuch bhi sunne ki mood me nahi hu "
Ragini " Jaante hai sanskar, par yakeen maniye , ye zaroori hai..dekhiye hum jaante hai humne bohat galat ki hai swara ke saath , aur aapke saath bhi..lekin ab hum apni galti sudharna chahte hai, Swara ne behn hone ka har farz nibhayi hai..par maine..maine kuch bhi nahi ki uske liye..main ab kuch karna chahti hu..sanskar , laksh Swara ke liye sahi nahi hai, aap ho sahi,,aap dono ke rishtey kabhi tootna nahi chahiye..."
Sanskar :" kyun ? Tootega toh laksh aur Swara ek ho jayenge isse tumhe problem hai/"
Ragini : "nahi Sanskar, yakeen maniye main khud bhi chahti thi ke wo dono ek ho.. main nahi chahti laksh mere saath koi jhooti rishta nibhaye, isiliye maine bhi koshish ki ke dono ek ho jaye..lekin Swara Laksh ko ab bilkool bhi pasand nahi karti hai..aur jis tarha se Laksh ne Swara se baat ki , usko force kar raha hai wo aap bhi jaante ho... ye sab Swara ke liye sahi nahi hai "
Sanskar : ' maana ..sayed Laksh sahi nahi hai , sayed Swara usse ab pasand nahi karti hai , lekin..Swara mujhe bhi pasand nahi karti hai.." (he lowered head)
Inside the house
Laksh : "Fine , karti raho tum naatak, mein bhi kahe deta hoon ..tum meri ho Swara aur mein tumhe kisi bhi haal me kisi aur ke nahi hone dunga..ye wada raha"
he stormed out of the house and heard and heard a part of Sangini's convo..
Laksh : (Shouted) "ab tum mere aur Swra ke bich aye toh maar hi daalunga, kya samjha rahi ho tum bhai ko ? ki woh sahi hai swara ke liye ? Swara mere liye bani hai , aur mein uske aur mere bich kisiko nahi aane dunga samjhi tum ?"
Ragini : "nahi..Main wo kahe rahi hu joh sahi hai , aap Swara se pyar nahi use haasil karna chahte ho , joh galti maine ki hai aur sabne suffer ki wohi aap karne ja rahe hai aur iss baar suffer karne ja rahi Swara joh main nahi hone dungi..aap chahe kuch bhi kar lo , main aur kisiko Swara ki zindegi kharaab nahi karne dungi.."
Laksh :" wo to sahi kaun karega sab ? tum aur sanskaar ? arrey sanskar ke saath nahi rahe sakti Swara..ao pyar hi nahi karti Sanskar se..wo use kar rahi hai Sanskar ko tumhe aur mujhe milane ke liye jab khel khatam hoga , sanskar ko waise hi chod degi jaise kuch din pahle kari thi...sorry bhaai par ye karwa sach ye hai "
"Stop the bakwaas Laksh and get lost from here right now.." someone shouted , it ws Swara ,
Swara came between Sanskar and Laksh
"Laksh tum mere pati se aise baat nahi kar sakte.."
Sanskar shocked to hear this but thought in mind "umeed bhi mat karna, bas part hai game ka, naatak ka, tu bas aapna part play kar "
Laksh : " Pati..what rubbish ...bandh karo ye pati fati ka drama.."
Swara "bas LAKSH , HUMARE RISHTE ko drama kahne ke tum hote kaun ho...u are absolutely an outsider between us ..aur ak labz bhi tumne Sanskar ko kaha bhaala buda toh mere se buda koi nahi hoga..you just leave...Sanskar, hume ghar jaana hai "
Dp and annpurna with others came outside ..
DP : " Laksh , ye kya tamasha laga rakkhe ho, tum jaa akte ho ihhan se, ab hum humare bahu ko le kar ghar jayenge.."
Laksh in anger looked at Swara and left tthe place
Sanskar :"ghar..abhi jaogi??"
he was confused at this sudden change in Swara and all the happenings though he knows all this a drama but still he needs some time to get prepared and digest the whole thing...
Swara : "haan..tumhara ghar, wohi mera bhi ghar hai na ? chalo na ..mujhe yehi rakkhe chale jaane ka matlab hai kya?tum aa hi gaye hotoh le ke chalo , aise bina kuch kahe bhaag kyun rahe the haan??" she touched sanskar's hand, again that shiver came down his spine..
Sanskar : "wo main bas..mujhe laga tume taya hone bhi wagt lagega..aur samaan bhi pack karni hai..tohh..isiliye.."
Ragini : "samaan ki chinta na kijiye aap Sanskar, main khud sabkuch theek se packing karke bhej dungi..aap dono araamse jaiye.."
Swara: '(pressing sanskar's hand a little) "sun li..? aur waise bhi..agar mujhe koi bhi cheez ki zaroorat ho toh tum ho na, kharid ke laoge, kyun jee? ab chale ?"
Sanskar felt an urge inside to hug swara back tightly and cry hisheart out ... he is controlling himself coz he knows why Swara doing all this..he wanted to scream
"Swara main kuch bhi kar sakta hu tumhare liye..bohat chahta hu tumhe bas ye aur sah nahi sakta..ye tum pass hoke bhi dur ho, ye nahi sah sakta main..don't do this with me o my life, please.."
But as usual he kept his silence and lowered head..
Swara : "arrey kya huya ? chale ?"
sanskar silently nodded and went near his car..
Swara hugged her ma baba and daadi and at last ragini ..
Ragini : 'Swara dekhna..ab sab sahi hoga..hum umeed karte hai ki tum dono humesha saath rahoge..aur main kisiko tum dono ki rishta kharaab nahi karne dungi.."
Swara smiled and sat beside Sanskar in car...Dp and Annpurna left in their car..Swara and sanskar bid good bye to all and left ..
End of part one... Part two will be right here within 4 hours... friends please comment on this story...should I post the final part or not...😊
#Next Part on page 3
Edited by Vaibhi. - 10 years ago