1974 thumbnail
Posted: 20 years ago
#1

HELLO

This is my first mail . Fame gurukul hamari family ka favourite show hai, par kuch time se aisa ho raha hai jo hume pasand nahi aa raha hai aur hum apni tension sabhi se discuss karna chah rahe hai

Mera FGmai koi ek favourite nahi hai kyoki mai ye manti hu agar hum ek ko hamesha vote karte hai , uski singing ka hum par koi effect nahi padta hai to hume vote dene ka kya right hai. Hume best ko choose karna hai , jo hum log nahi kar pa rahe hai.

Humne QAZI ko best maan liya hai, what is the mean of this show ? Is show ko khatam kar dena chahiye.

Par humara koi fault bhi nahi hai , agar hum is kabil hote ki hum sahi galat samajh sake to shayad india ko LALU jaise minister nahi milte, par yahan ke log ya to emotional ho kar vote dete hai, jaise hamare qazi ji { ki is ko koi vote nahi dega mai deta hun jis tarah bo khud aate hai bina singing ke, KYA YE SOCH FAIR KAHLATI HAI} Jis tarah ka beaivour bo monday ko dikha rahe the uske baad bhi hum unhe vote dete hai to shayad hamare desh ka jab tak hum hai , tab tak kuch nahi ho sakta.

Ruprekha aur Arpita maise main RR ko pasand karti hu , par arpita best gati hai to ho sakta hai mai arpita ko vote na dun , par mai RR ko bhi nahi dugi , jo right diya gaya hai use mai waste nahi karugi.

Chahe koi maane ya nahi par FG singing par vase hai , FIRST singing ,, SECOND performance.

Jab RANBHUMI round hai to kyo hum use imprtance nahi dete? jab hum sahi person ko nahi choose kar sakte to hum kisi ko ye nahi kah sakte ki students ne Arjit , Shamit , Kirti ko nikal diya to bo bure ho gaye , hum bhi tosame kar rahe hai, pahele hume apne ko dekhna chahiye.....

Shamit ke out hone ka jitna dukh mujhe hua bo kisi ko nahi ho sakata kyoki that day i have been lost my two favourite.

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".