ragini chillake kehti hai sanskar ne mere sath badthmeezi karne ki koshish ki
laksh ne bina soche samjhe sanskar ki collar pakadke marne ko koshish karta hai..
par swara : stop it laksh
laksh: kaisi behen ho tum?? jhooti pati ka sath de rahi ho.. waisa pati waisa hi patni..
all gethered in the hall
swara continued..
swara: ha hum dono waise hai tho hai..
dp interfer b/w dem.. band karo e tamasha
l: papa sanskar ne itna ghatiya kam kiya
dp: laksh chup karo.. sanskar iss waqth hosh me nahi hai.. kal subah bath karenge iske bare me
its in the morning
sanskar uth gaya.. swara near to sanskar only
san: swara kya huwa? tum yaha par kyu so rahi ho..
s:explained everything
san: ragini ko nahi chodungi mai
s:kya fayda sanskar? maine kaha tumhe hum alert rehna hoga par tumne..
san: sorry swara.. maine kuch nahi kiya
s:mujhe pata hai.. e ragini ka naya chal hai hume ghar se bahar nikalne ki
san: ab kya kare?
sujata cm to thier room: bhai sab tum dononka wait kar raha hai
san: ma aap jayiye hum log ate hai
swara and sanskar step down all r looking at dem
dp: kal rath tumne nashe ki halath me kya kiya pata hai?
san: nahi bade papa.. maine aisa kuch nahi kiya..
l:jhoot mat bolo sanskar..
san: mujhe tumse bath nahi karna laksh
l: par mere patni ke sath badthmeezi ki hai..
arre aisa hi tho tumhari patni hai na.. karo uske sath e sab
tum dono shadi shuda hai ek dusre se pyar karte hai na..karo e sab ragini ke sath kyu badthmeezi ki tumne??
sanskar il try to beat laksh
swara and dp stops him
dp:roz e tamasha band karo tum dono aur sanskar &swara issi waqth ghar chhodkar chale jana maine dusri ghar kharidliya tum dono nke liye
swara: maaf kijiye bade papa iss bar nahi kyunki bath sirf meri bath hoti hai na hum dono ghar chhodkar chale jathe par.. iss bar mera pati ka hai aur uska izath aur maryada ka hai
sanskar lloking at swara surprised
swara: jab tak sanskar ka innocent proove nahi hoti tab tak hum yahi rahenge..
dp: swara tum kya bol rahi ho
swara: ha bade papa.. mujhe sanskar par poora bharosa hai.. aur rahega..
insan ek bar galti kare yahi bar bar doraye log ye sahi nahi hai
l: kya ragini jhoot bol rahi hai?
s:mujhe nahi pata ragini jhoot bolrahi hai ya sach .. mujhe sanskar par poora bharosa hai..
sujata:ha bhai sa
dp looked at sujata angryly
ap: kyu swara kyu e sab kar rahi ho?
s: pyar me sab kuch karta hai badi ma kisi behen aur bhai ka jaan le sakta hai.. sath kyu nahi de sakta aur sanskar beguna ki saboot jald hi de doongi mai
l: kaise saboot?
dp: swara kaise karrongi sabeet??
swara: laksh ke samay par bhi kisi ko bhi laksh par bharosa nahi tha par mujhe tha.. kyunki mujhe apka sanskaro par bharosa tha bade papa..iss baar bhi mera bharosa hi sanskar ko innocent proove karegi..
dp: theek hai tumhare paas 20din hai
continue