I want to see Viplav Baba in his old Dutta style😆 looked lyk in yesterday epis...😉 for Lala but now for salla woh DT😡
BTW DT ki sach me band bajane ka time aa gaya hai ...aise bhi aur vaise bhi
i mean Pota jii toh vaise bhi gaya kaam se means apni shikayat ki pudiya ke chakkar ( pyar ) me😆
toh behtar hai DT tu pote ki shaadi me band baja
nahi toh jis din tera sach saamne aa gaya pota jii teri band bajayega!!🤣🤣
btw abhi tak dur-dur tak Viplav ke dimag me apne haramkhor Dada 😡 ko leke koi doubt nahi tha
aur kal thoda sa sunte hi jawab maangne aa gya
socho aage kya hoga jab hakeekat wala aamna-saamna hoga...hain? 😆