Hello Guys im bck with just for fun thread
itne din ho gaye hai inactive thi socha aaj thread banalo i hope like always u guys gonna love this one as well😃
let me tell u guys scene kya hai
scene ye hai jalal ne wo spicy trade ke resposibility Jodha ko diya aur wo spicy jaha rake thee kisi ne wo
full room jala diya😲 aur jodha hud ko qasurwaar samjhe thi hai ke uss ke irresponsible ke wajah se ye huwa
Jodha: Shehansha Hamein maaf kar dijiye appne jo uttaradayitv hamei diya tha hum
uss mein asaphal rahe😭
Jalal: Jodha Begum app khud ko qasurwaar kyu maan rahe hai iss mein
apke koi galati nahi hain
Jalal : jis ke galati hai uss ko hum saza de kar rahege
Atgah Sahab : adaab shehansha
Shehansha : bolo atgah sahab kya pata chala
Atagh sahab : Shehansha gustah ki maaf tafteesh ke baad ye
pata chala jis ne bhi ye kiya hai wo mahal se hi hai😲
Shehansha : jis ne bhi ye kiya hai uss ko bohut badi saza dege
uss ne jodha begum aur mughal sultanat ke naam kharab karne ke koshish
ki hai hum uss ko chodege nahi
Jalal :atgah sab ko diwan-e-khas mein azir hone ke liye boloye
Atgah sahab : hukum ke tamil hoge huzur
Jalal Jodha se milne jaata hai
Jodha : shehansha sab hamare galati hai agar hum diyan dete katachit
aise nahi hota
Jalal : Jodha begum humne kaha na iss mein apke koi galati nahi hai jis ke
galati hai us ko hum aaj diwan-e-khas mein saza dege
ab sab taiyaar ho jaye DEK ke liye
Jalal : hum ne sab ko diwan-e-khas mein iss liye bolaya taftesh se pata chala hai
gunehgar mahal se hi hai jis ne ye gunah kiya hai wo apna gunah qubool kar le
Jalal : warna hamare paas aur b tarike hai gunehgar ko pakad ne ke liye ek din hai apna gunah qubool karle
shayad hum un ke saza kam kar de warna
khauf-e-jalal😃
diwan-e-khaas
baarkas
Rukiya room
Hoshiyar : begum-e-khaas ab app kya karege hamei lagta hai shehansha ko pata chal gaya hai
Rukiya: hoshiyar chup seb kane doo pata nahi dubara kane ko milege b ya nahi😆
Hoshiyar: Begum-e-khas hamein lagta hai apko jodha se maafi magni hoge apko sirf
wahi bacha sakte hai
hoshiyar jab b bolta hai bechara sai bolta hai phir b maar kata hai🤣
Rukiya : gustakh kya kaha tumne app tum khwajah sera hamein bataoge kya karna chahiye kya nahi dafa ho jao yaha se
rukiya ko b koi rasta nahi mila siwaye jodha ke paas jane ke😆
Rukiya : Jodha begum hamei maaf kar do humse bohut bada gunah ho gaya hai hum aise nahi karna chahte thee
par app se jalan ne hamein majboor kar diya
Jodha : Rukiya begum hamei kuch samjhe nahi araha sai se batao kya kiya apne
Rukiya ne jodha ko bata diya uss ne wo spicy jalaye thee
Jodha ne b iss baar apna gussa control nahi kiya do char rukiya ko mar diya
Jodha rock👏 rukiya shock😲
Jodha : hum shehansha ko ye baat bata kar rahege
Jodha Shehansha ke room mein jaate hai Jodha ne sab kuch shehansha ko bata diya😲
Jodha : Shehansha rukiya begum hai asli gunehgar😭
Shehansha : rukiyiaaa😡
Jalal gusse mein rukiya ke hojre mein jatee hai😡
Jalal : rukiya begum appne kya aise kiya😡
rukiya: jalal hamare baat tho suneye😭
Jalal : sirf hai aur na mein jawab dijiye😡
Rukiya : hai humne kiya😭😭
Jalal : bas app ke saza ye hai ab app iss mahal mein nahi reh sakte😡
Jodha room
Bandi : shehansha rukiya ki palaguin taiyar hai
Shehansha : rukiya ko palaquin nahi milege uss ko saza mile hai wo pedal jayege😡
Jodha : shehansha app ye kya kar rahe hai
Jalal : Jodha begum app bich mein mat aiye
Jodha : par shehansha
Jodha suddenly rone lag jaate hai😭
Jalal : Jodha begum apko pata hai na hum apko rote huwe nahi dekh sakte
Khuda ke waast thee roye mat
Rukiya room
Bandi : ye shehansha ke hukum hai rukiya pedal jayege iss mahal se bahar
nigar bakshi : ohh rukiya chale gaye mahal se wo b pedal🤣
Aram bano : choti ammijaan chale gaye mahal se wo b pedal😆
Ammijaan : rukiya begum chale gaye
Jodha : wo b pedal😆
Jodha : rukiya chale gaye
Jalal : wo b pedal lolzz🤣
i hope you guys gonna like it😃
Edited by Susan.Dsouza - 10 years ago