PROLOGUE
At Night
At Mathur Niwas (MN)In Amaya's bedroom:
Amaya (monologue)- Mantu message ka reply kyu nahi kar raha hai? Shayad so gaya hoga. Main bhi so jaati hun nhi to kal office main usse kaise milungiđł Aur waise bhi kal wo Rudra ka cousin aa raha hai... Ussey bhi pick karne jana padegađ¤ So jaa Amaya kal bohot bhaaga-daudi karni haiđ¤˘
Mantu's House:
Hamara phone kyun nahi chal raha... Ab hum Amaya se kaise chat karen... Mahadev agar woh fir ghussa ho gayi toh đ... Chal Mantu so jaa kal kya hoga yeh soch kar pareshan mat hođĽą
Next Morning
Mathur Niwas:
Amaya: Mom kya Rudra nahi jaa sakta uske cousin ko lene... Mujhe office ke liye late ho raha hai...
Kaushalya: Arey beta Rudra chala jaata par usey mera kuch zaroori kaam karna hai isliye woh nahi ja sakta...
Sneha: Arey bhabhi aap iski baat par dhyan mat dijiye... (to Amaya) Ammu... thoda sa late ho jayga to tum par pahad nahi gir padegađĄ... Thodi der ki to baat hai... Aur woh humare liye hi aa raha hai...
Amaya (to herself): Thodi si der main meri jaan nahi nikal jayegi...
And she says bye to everyone and leaves...
I hope you all like it... Please leave comments if you read it...
Next Part Is Posted...
Edited by Fanfictious_KJ - 10 years ago