1-pri babuwa sudhrne wale nahi hain aur pt ne unko raja banane ki thaan li hai,toh aakhir aisa kya hoga ki pri babuwa sudhrenge aur responsible ho jayenge??😃
2- mithi kya karega jab usse pataa chalega ki bindiya raani n begusarai ka taaj dono uske haath se nikal gaya hai??😃
3- aur sabka pyara-dulara lakkhiya k dilwa pr ka bitegi jab oka maaloom chalega ki ponnu raani pri k pyar me bawali ho gayi hai aur uski shakal bhi nahi dekhna chahti..ðŸ˜ðŸ˜†
4- king post ki official recruitment k baad kaun kiski side lega😆
5-and most important bindiya raani k sweet-2 dream ka kya hoga,abhi ki tarah easily poora ho jayega ki aakhiri waqut pr jor ka jhatka lagega?😆
itne saare question show me mera interest banaye rakhne k liye kaafi hain😃rahi baat show me illogicality n nonsense cheezo ki toh bhai mera remote aur mooh frustration nilkalne k liye bilkul sahi salaamat hain,jab bhi jaroorat padegi behichak use karenge,pr itni jaldi haar nahi maanege...hey bhaggu shakti do ki hum jame rahe maidaan me😆