mein thehra raha, zameen chalne lagi, sajna kya yehi pyaar hai ??
Nalayak, yeh pyar nahi EARTHQUAKE hai ! BHAAG
'Kyon chalti hai pawan'
because of evaporation.
'Kyon jhoome hai gagan'
because of Earth's revolution.
'Kyon machalta hai mann'
because of excessive respiration.
'naa tum jaano naa hum'
But i have given all the reasons.
'kyon aati hai bahaar'
because of change in seasons.
'kyon lutta hai karar''
because of mental tension.
'naa tum jaano naa hum'
Like i have said these are all science phenomenon.
'Kyon gum hai har disha'
because you have poor sense of direction.
'Kyon hota hai nasha'
because of drug addiction
Ek ladki thi deewani si Mobile lekar chalti thi Nazrain jhuka ke Sharma ke Mobile mein jaane kya dekha karti thi Kuchh karna tha shaayad usko Par jaane kis se darti thi Jab bhi milti thi mujhse Yehi poochha karti thi Yeh ON kaise hota hai, Yeh ON kaise hota hai aur main sirf yehi kehta tha ye mobile nahi TV ka remote hai... |