Posted:
my first post on this forum
main sirf use dekhta rahe
kaise woh apni man ki baatein bina hich kichahat bina kisi matlab bayan kar gaye
uski masoomiyat
uski sacchai
uski bebasi
uska pyar
uska dar
kuch bhi nahi keh paya, bus dekhta raha
kya dil ki baatein kehna itna aasan hota hai
kash main bhi
kabhi zamane ki bandishein
kabhi duniyadari ki rasmein
kabhi meri zid mein na bandha hota
to
ek zindagi woh jo humne guzari
aur ek zindagi woh jo ho sakti thi
ek zindagi woh jo pyar mein guzar sakti thi
aur ek zindagi woh jo dard mein guzari
ek zindagi woh jo tanha guzari
aur ek zindagi woh jo tumhare saath guzar sakti thi