Kuch bhi na kaho, yeh prarambh hai.
Kudrat taakti... yunhi sann hai
Kuch bhi na kaho, prarambh
Kudrat taakti hai... sann Ismein
Tairta Sankar vibhuti rang hai
Ki Mai daroon iske liye
Yeh bolta aakash hai
Ki hai akela hai kahi
Ya koi iske paas hai re
Par hai akela toh bhi Lekin
haan magar yeh khaas hai re
Lekin agar yeh khaas hai
To aaj na aata nazar
Yeh kal chupa ehsaas hai..
Srishti dekhti chup chup dhang hai
Kuch bhi na kaho yeh prarambh hai...
Song from Episode 19 - plays when Rudr and Maya leave Manikarnika Ghat on the boat after Maimui's cremation. I found this quite haunting but the words were not all that clear. Thanks to Santhi (aka Pasumarthisa) for helping with the Sanskrit. 😊
Smashaane gruho putr, Aatmanam sarve gatam
Naasti samrakshako (kopi???), Aashrayam na iva maataha
Ab yahan koi nahin hai, Hai nahin koi yahan
Dushtadaanav... paramapaapi matruhantak hai kahan
Hridaya hai vichhinn bhairav, Samay bhi ab khinn hai
Kaaldhara le chali hai, Lakshya lekin bhinn hai
Tatvam amrit hai vahin, Par asat ki leela vahiin
Ud chala hai Rudr ko le, Garuda (garvi?) naav hi
Next song on page 2...