ye to alka yagnic or javed akhtar ke album ka song hai. Main school time pe humesha yahi song gati thi. Saare sapne kahi kho gaye.Originally posted by: raokrithika
Dil se tanhaai ka dard jeeta
Kya kahein hum pe kya kya na beeta ...
ye wala bata ...album ka hai !!
Is rong ke pehle ki shayari bahut acchi hai.