Originally posted by: anjali10
donno whats gotten into him..hospital se aane ke baad se AM ekdam kadak/kathor ho gaya hai!!!😆 wonder kaunse injection ka asar hai?? 🤔 😆
😆😆....kahi aisa to nahi huwa ke Dr.ne heart hi transplant kar diya ho aur kisi nirdayi,kathor insaan ka heart anuji ki body me fit kar diya😆...........
@sarah-tfs..............sarah,tumko nahi lagta ke anuji to gabbar singh ban gaye hai II-3 ke😉😆