Bataa ye hunar tune sikhaa kahaa se
Nigaahon nigaahon men jaado chalana

Mere dil ko tum bha gaye, meri kya thi is mein khata
Mujhe jisne tadapa diya, yahi thi wo jalim ada
ye ranjha ki baatein, ye majnu ke kisse
Alag to nahin hain meri daastan se...

Mohabbat jo karte hain wo mohabbat jatate nahin
Dhadkane apne dil ki kabhi, kisi ko sunate nahin
maza kya raha jab ke khud kar diya ho
mohabbat kaa izhaar apni jubaan se...