In London...
Girl: but papa... aap samaj kyun nahi rahe... mera India jana bahot zaroori hai.
Man: Sanyukta... mene ek baar bol diya tumhe samaj nahiaaya..? tum vapas India nahi jaa rahi n that's final.Ab mujhe is baat pe or koi discussion nahi chahiye.
Sanyukta: but papa... mujhe use dhundhna hai... ek baar... sirf ekbaar usse milna hai. Plz papa...
Mr. Agarwal: tum samaj kyun nahi rahi ho Sanyu beta... me tumhe vaha uss jagah phir se kaise bhej doo... 7 saal pehle jo hua tha vo me aaj tak bhula nahi paya... agar phir se tumhe kuch ho gaya naa to me...(almost crying)
Sanyukta: papa... aap ko apni beti pe bharosa nahi... mujhe kuch nahi hoga I promise... or mujhe bas use dhundh kar thank you bolna hai... aakhir usi ki vajah se aapki beti aaj aapke samne khadi hai varna pata nahi kaha ... kis haal me hoti mai...
Mr.Agarwal: nahi matlab nahi... Dekho Sanyu... me ek baar tumhe almost kho chukka hun.. ab doosri baar mujhe koi risk nahi lena.. to ab ye baat yahi khatam karo.. tum kahi nahi jaa rahi...
He left from there... Sanyukta was hell disappointed.
.
.
.
.
India...
Man: dekhiye Sanyukta ji... aap jiske bare me puch rahi hai vo insaan ab iss duniya me nahi hai... vo mar chukka hai...
Sanyukta: nahi... nahi... ye nahi ho sakta...vo nahi mar sakta..mera dil kehta hai... I WILL FIND YOU RANDHIR SINGH SHEKHAWAT...
Part 1 ::
London..27th December 2014
Sun rays were falling on her beautiful face... n she waslooking like a diva... She slowly opened her eyes... still sleepy..a sweet smile appeared on her face
Sanyukta: mmm... happy birthday miss Agarwal...
She rubbed her eyes n got up from her bed...yes.. it was her birthday.. her 21st birthday...
The most beautiful yet most horrible day of her life... a smile disappeared in a sec... she became sad...vo phir se apne past ke bare me sochne lagi... a lone tear rolled down on her cheek
But then she heard a knock on the door... she rubbed her tears immediately n said.
Sanyukta: come in papa...
Mr.Agarwal: are vah... tujhe kaise pata chala ki ye me hun..?
Sanyukta:[smiled] are papa.. aaj mera b'day hai n aap mujhe sabse pehle wish na karo ye kaise ho sakta hai...
N she hugged her father... her father smiled n hugged herback...
Mr.Agarwal: haan beta... ye to tune sahi kaha.. happy birthday mera bachcha..
N he kissed her forehead.
Sanyukta: thank you papa...
Mr.Agarwal: beta.. chalo ab tum jaldi se ready ho jao.. and nashte ke liye niche aa jao.. aaj mene sab tumhari pasand ka nashta banaya hai..
Sanyukta : apne..?? aaj ka nashta apne banaya hai?? She was surprised...
Mr.Agarwal : haan to isme aise chonk ne vali konsi bathai..??
Sanyukta: papa... apko yad hai na jab pichli bar apne kuch khana banane ka try kiya tha kitchen ka kya haal hua tha..??
Mr.Agarwal: haan beta yaad hai mujhe.. but is baar aisa kuch bhi nahi hua hai... mene bahot ache se banaya hai sab.. ab tu time waste mat kar or jaldi se ready ho kar niche aa jaa...
Sanyukta: hmm...
Her father was about to leave the room when sanyukta called him..
Sanyukta: Papa.. bhai vapas aa gaye?
Papa: nahi beta.. uski ek imp meeting aa gayi thi.. vo aaj nahi aa payega.
Sanyukta became little sad...n went to washroom..
Her father left the room with a naughty smile playing on his face...
Soon sanyukta got ready n came downstairs..
She her father was sitting at the dining table.. waiting forher...she came near n sat with him...
Mr.Agarwal: come on beta.. breakfast shuru karo.. n jaldi batao mujhe ki kaisa bana hai..?
Sanyukta: hmm...
But isse pehle ki vo khana shuru kare kisine piche se aa karuski ankho par hath rakh diye..
Sanyukta: are... kon.??
[Sound] : bas itna jaldi bhul gayi mujhe?
and Sanyukta almost jumped from her chair listening to the voice...
"Bhai..." she screamed...
She turned around n saw her brother standing in front ofher.. her happiness had no bound today... she hugged him tightly...n started crying..
Ankit: are are.. tu ro kyun rahi hai..?? aaj to tera b'day hai or tu ro rahi hai...
Sanyukta sneezed n rub her nose on his shirt... like haq se..:P
She hit him softly on his chest...
Ankit: ouch.. mar kyun rahi ho?
Sanyukta: aap ne mere sath aisa mazak kyun kiya..?? mujhe laga aap sachem nahi aaoge..
Ankit: are pagli.. tera b'day ho or me tere sath nah un aisaho sakta hai kabhi... I love you doll...
Sanyukta smiled n hug him again...
Ankit: acha chal ab jaldi se nashta karte hai...
Sanyukta: haan.. aaj to papa ne breakfast banaya hai.. she giggled
Ankit: tab to tu akeli hi kha... me abhi tak pichli baar ka khana bhula nahi...
Sanyukta: me akeli kyun..?? nahi.. dono sath me shahid honge :P
Mr.Agarwal: agar tum dono bhul gaye ho to me bata doon ke me abhi yahi hun..
N all laughed... after finishing the breakfast..
Mr.Agarwal: chalo batao Sanyu... tumhe gift me kya chahiye??New dress..?? any gadgets.? New car..?? bolo kya chahiye tumhe??
Ankit: are papa.. ise ye sab dene ki kya zaroorat hai...? Aapin detective madam ko books ka dher la kar de dijiye... ye pagli khush hojayegi..
Sanyukta: shut up bhai... Papa.. mujhe ye sab nahi chahiye..iss b'day par mujhe kuch or chahiye..
Mr.Agarwal: haan to bolo na beta kya chahiye tumhe..??
Sanyukta: amm.. Papa.. vo.. mujhe... me INDIA jana chahti hun...
N ye sunte hi jaise room me sannata cha gaya.. Mr.Agarwal ke face se vo smile chaligayi... Ankit was shocked...
Ankit: ye tu kya bol rahi hai Sanyu..?? tu pagal to nahi hogayi..?? his anger was rising up...
Sanyukta: papa plzz... sirf ek baar...me sirf ek baar...
Mr.Agarwal: SANYUKTA...BAS.. he shouted... Sanyukta was taken a back...
Sanyukta: par papa...mujhe sirf ek baar use milna hai.. ek baar use mil kar thank you bolna hai.. papa aap...
Mr.Agarwal: bas karo Sanyukta... mene pehle bhi tumse kaha hai ki tum kabhi vapas india nahi jaogi... or phir bhi tum baar baar mujse yahi baat le kar beth jati ho.. aaj tumhara janamdin hai or me nahi chahta ki me tum par gussa karu.. samaj ni ki koshish karo beta... 7 saal pehle aaj hi ke din vo hadsa hua tha.. ham sab ki zindgi ka sabse bura hadsa.. or itna sab hone ke baad bhi tum mujse ye puch rahi ho... kaise bhej doon me tumhe India..?? me tumhe phir se khonanahi chahta beta..
He was almost crying... Ankit too had tears in his eyes...
Sanyukta: me janti hoon papa... but ab me badi ho gayi hun..apna khayal khud rakh sakti hoon...aapko muj par bharosa nahi hai..?
Mr.Agarwal: dekho Sanyu... mujhe is bare me koi baat ya bahes nahi chahiye.. tum India nahi jaa rahi n that is final...
N he left from there... Sanyu was hell disappointed... she looked at Ankit helplessly...
Ankit came close to her... he took her face in her hands..
Sanyukta: bhai... sirk ek baar..
Ankit: Sanyu.. tu kyun zid kar rahi hai.? Tu janti hai napapa kabhi nahi manenge... vo aaj tak uss hadse ko nahi bhula paye.. hamme se koi nahi bhula paya... or phir bhi tu.. n vaise bhu tu janti kya hai us insane ke bare me.. sirf naam..?? dhundhegi kaise use..??
Sanyukta: nahi bhai.. or bhi bahot kuch janti hun me...
Ankit was little surprised...
Ankit: acha..?? or vo kaise..?? tu to use phir kabhi nahi mili.?
Sanyukta: bhai.. ham dono email ke through ek doosre ke contact me hai... pichle 7 saal se..
Ankit was shocked...
Ankit: or tune mujhe kabhi bataya nahi...?? Aisa kaise karsakti hai tu..??
Sanyukta: bhai plzz.. try to understand.. ham almost roz bat kiya karte the.. but pichle 2 week se uska koi mail nahi aaya... aisa kabhi nahi hota bhai... m really very worried about him.. thanks bolna to ek bahana hai.. I just wanted to confirm ki vo thik to hai naa...
Ankit: ohh... to ye baat hai...
Sanyukta: [crying] haan bhai... agar use kuch ho gaya to me... she started sobbing...
Ankit was taken aback...he had never seen her sister crying for someone like this...
Ankit: ohh stop crying Sanyu... so do you really like him??
Sanyukta: I LOVE HIM bhai... I love him...
To be continued..
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
so yeah this was it... do hit the like button if you really liked😉 give your feedbacks too.. ignore the mistakes.. haven't proof read yet😆
A/N : plzz do like this post and buddy me for PMs 😳