again sonali ko praneet ne support kia ,mazak me bi kia galat hai tu jab se aaya hai usake peeche para hai kabi ye kabi bo chor de uski jaan ab š
gautam iski jagah lamba ya koi aur hota to babal mach jata ,ab koi kuch nahi kah raha ,gautam to sonali upen ne kia ,sonali usane usase kaha aisa mazak mat kia karo ,gautam bas wah 𤣠,arya muh pe ali ne 100% galat kia ,peeche lamba ke sath ye log aag laga rahe hai bada rahe hai :-x

