ok jee kekta mai ke mahan patniyaan jo ke hamesha koi na koi qurbani dene ke liye tyaar rehti hian no no no koi na koi nahi sirf aur sirf hero ki kurbani dene ke liye tiyaar pehle hero se pyaar karti hain ahir kise aur se shadii and then hero ki dushman phir pati ki maut then hero se dosti then shadii then pyaar then yaan phir hero mar jata hai yaan phir koi misunderstanding ho jati hain and the main point jab heroine ki shadii kise aur se hoti hai to hero aa kar heroine ki minte karta hai yaan phir jab shadii ke phere ho rahe hote hain tab kahiin ja kar tapakte hain aur phir shadii ho jati hai aur hero chup chap apni mohabbat par aanson bahate hain and now 4 heroeine jab hero heroine se shadii ke baad saut ke pass jata hai yaan phir hero ko chor kar saut se shadii kar leta hai then heroine mun dekhti reh jati hai and one more thing jab heroine apne first pati se shadii kar lete hai to woh har baar par hero par ilzaam lagati hai wats this yaar aur hero sahab bhi chup chap sunte hai naur heroien se thappar kahte rehte hain
i think in all that respect saut r the best one kam az kam woh apne pyaar (hero) ko hasil karne ke liye larti to hain and villans too
but yaar apne rajeev ne aisa kabhi nahi kiya jab us par kashish ne ilzaam lagay haan pehle doosri baar to us ne seh liya par jab us ki mumma ne bhi us ko galat samjha then hez ready 4 fight against kashish aur us ne pehle baar kasish ka thappar bhi bardasht kiya but second time kashish ko thappar marne hi lagta hai ke ruk jata hai AURAT PAR HAAT HUTHANA SUJAL GAREWAL KI FITRAT JO NAHI
and one more thing jab hero ke pass heroine hoti hai to pata nahio hero ke pass itni power kahan se aa jati hai ke woh heroine ke first pati se bhi larne ko tiyaar ho jata hai jab ke us se pehle bechara tut tut......... but again apna rajeev age nikal giya
anyways rajeev se sach much sujal ke character mein jaan daal di thi but now......................đ¤Ź
i dont know dono hero heroine ek doosre par itna trust karte hain aur phir ek dam sab khatam kaise ho jata hai
again rajeev es katrust kashish par se kabhi bhi khatam nahi huwa