''Ranima,hum aapse anurodh karte hai,ki,sabhi ko maaf kardijiye..'' Ajabde requested Jaywanta to forgive them.
''Ajabde,agar aap humein dilse Ranima maanti hai,toh,aap humse koi bhi prakar ki anurodh nahi karengi. Mewar ki bhaavi Maharani ko yeh shobha nahi deta hai... (turning to Uday Singh,Pratap and Veerbai) Jisdin aap logo ko Rao Mamrakh ji ko diye huye pirha ki ehsaas hoga aur Ajabdeh ko samman sahit Chittor ke mehel mein Mewar ki Rajbahu ki taur pe swagat kiya jayega,usdin hum aur Ajabdeh veh logo ke saath chalenge.'' Jayawanta replied and went back to her chamber in her father's home.
Ajabde was standing there. She saw everything. She went infront of them and joined her hands and said, ''Ranima ki baaton ka bura mat maniye. Veh iss samay bohut dukhi aur krodhit hai.. Hum jaante hai,Ranima aap sabhi se zyada der tak krodhit nahi rehsakti.. Par,abhi keliye aap sab se yahi vinamra nivedan hai ki yahaan se prasthan karke Chittor jaiye,Ranima ke khaatir.. Hum Ranima ko samjhayenge... Veh avashya samjhengi..''
''Parantu,Ajabde..'' Pratap asked.
''Kshama karein,Kunwar Pratap.. Kshama kariyega,Dajiraj.. Kshama karein,Chotimaa... Abhi hum aapko Ranima ke paas jaane ki ijazat nahi de sakte hai.. Veh iss samay akeli rehna chahti hai... Isse ek samantputri ka vinti samjhiye ya Mewar ki Kunwarani ka aadesh... Khamba Ghani..'' Ajabde left and went towards Jayawanta's room.
As Rani Veerbai,Pratap and Uday Singh left Jayawanta's maternal home,they were feeling very guilty for their ill behaviour with Ajabde. Every single person rendered Ajabde as Maharani Jayawanta Bai's mirror reflection.. They were feeling very remorseful of hurting Ajabde and Jayawanta Bai by throwing Ajabde out of Chittor Palace,right on the 1st day after her marriage. Jayawanta was deeply hurt by Pratap and Rana ji's actions. She might forgive Rana ji,because,he is her husband,but,she might not forgive Pratap,for whatever he did with Ajabde.
As they return to Chittor Palace,ChandKanwar was eagerly waiting for her Bari Maasa and Bhabisaa.. Though she was the daughter of Dheer bai,but,she always loved and respected Jayawanta Bai as her own mother.
Chand ran towards her beloved Dadabhai and hugged him tightly.Pratap also hugged her fondly and carressed her head,lovingly.
''Dadabhai,humari Bari Maasa aur Ajabde bhabisaa kahaan hai? Aap sab toh unhe le aane gaye thhe.. Bari Maasa aur Bhabisaa nahi aaye kya?'' Chand asked Pratap,innocently.
Veerbai couldnt stop her tears from flowing. Chand's pleading to Pratap reminded her of how Jayawanta Bai pleaded for forgiveness and in return,Veerbai told her to leave the palace.
''Inn aasuon ko beh jaane dijiye,Veerbaiji... Jayawanta baiji sahi hai.. Unki sthaan pe koi aur hoti toh bhi aisi hi kehti.. Hum sabhi ko unki faisle ki maan rakhni hogi.'' Uday Singh replied.
Chand was constantly asking her Dadabhai to tell her whether her Bari Maasa and Ajabde bhabisaa came or not. Veer baiji knelt down and held Chand's shoulder and nodded in a No.
''Yeh sab Maasa ke karan hua hai. Humne Maasa ko Bhai Jagmal se vartalaap karte huye suna thha ki kaise veh Dadabhai Pratap se Bari Maasa aur Ajabde Bhabisaa ko alag karengi aur phir baad mein Bhai Jagmal ko Dadabhai Pratap ke jagah pe rajgaddi pe bithayengi... Humne apni kaano se yeh sab suna hai,Dajiraaj.. Hum jhoot nahi bolrahe hai... Hum sach kehrahe hai...'' Chand,replied in tears.
''Hum aap pe vishwas karte hai,Chand... Aap dukhi mat hoiye.. Aap apne Kanha ji se prarthna kijiye ki woh humari prarthna ko sweekar karke aapki Bari Maasa aur Ajabde Bhabisaa ko Chittor Mehel bhejde..'' Uday Singh requested to Chand.
''Avashya,Dajiraaj.'' Chand replied.
----------------
Index:
ch1-pg1