Posted:
Ye zulf agar khul ke bikhar jaaye to achha
Is raat ki taqdeer sanwar jaaye to achha
Jis tarah se thodi si tere saath kati hai
Baaki bhi is tarah guzar jaaye to achha
Duniya ki nigaahon mein bhala kya hai
bura
kya
Ye bojh agar dil se utar jaaye to achha
Waise to tum hi ne mujhe barbaad kiya hai
Ilzaam kisi aur ke sar aaye to achha.