Promo dekh kar ham ne apni kitni energy waste ki ke shayad jalal ke kehne ka matlab aisa hoga waisa hoga! Dhat tere ki ye sab nikla jodha ka dream! 😆
Jab atifa ne jalal ko hug kiya, kasam se mera atifa ka khoon karne ka man kar raha tha 😡
Itna sab kuch ho raha hai aur iss rukkaiyya ko apni aude ki padi hai 😡
Precap to aur bhi hopeless hai! 😕
Poor jodha ðŸ˜