After their Divorce Aaliya ko pata chalta hai k She is "PREGNANT" so samajh lena k Zaya ka Divorce nahi hua Because in ISLAM agar husband apni Wife ko divorce deta hai n after divorce pata chalta hai k uski Wife pregnant hai at that moment unka divorce nahi hua...
And guys agar Divorce ho bhi gaya tou Zaya ka Separation track zada Days tak nahi chale ga just 2 or 3 weeks tak chalega according to my source...
And you also know that Beintehaa Nafrat k baad jo Beintehaa Mohabbat hoti hai woh tou phir Beintehaaa hi hoti hai or aap sab yeh dekh bhi chuke ho
em sooo Excited for this track Kiya hoga jab Zain ko pata chalega k Aaliya ki koi ghalti nahi thi kiya hoga Suraiyya ka jab Zain ko pata chalega k uski mom ne Usay or Aaliya ko separate karwaya hai...
EXCITED EXCITED EXCITED!!