DAYA: dekhyey, ye Meri Blue Bhangaar shirt hay๐๐... Mery Jeenay ka karan๐คฃ.. kya aap nay isy kahein dekha...๐
Goli Maar Bhejy pe
kay Writer Bore likhta hay
Goli say daray tou
Likhay ga Dhansoo
arry ek do ko ura do
kya ho ga Macho...
DAYA, DAYA, DAYA...
Bina Badge dikhyey
aur Gun ko Openly dikhayein
bajayein jee DAYA Jee Seeti...๐๐
(Yaar without showing Badges properly and showing Gun like this could make them COPSโ)
DAYA: chalo Us Ghar mein Kapray Dry ho rahy hain, shayed wahan ho...๐
FW, dekho Beta, jub tak Hum Apna Kaam Tum say nahi karwa letay๐, Tum ko isi ek Bari Gobhi, 2 Moli aur ek Gajar pr guzara karna hoga๐๐๐ aur paani ka ek hee Matka hay๐๐... Khud bhi peena aur cast ko bhi Pilana... Shabbash...๐๐
KID: ohh Kahein in logun ko Vanishing Laal Sharbat ka pata lug gaya tou...๐๐
Kid to Vanishing Laal Sharbat saying by singing...๐
Chup gaya hay Tu
Khara ho gaya hun main...๐
Uncle, Uncle...๐
ohhh...
๐ญ๐ญ๐ญ
KID: KAKA acha hua Tum aa gaye...๐
FW walun nay tou Mujhy CHOTA hee samjha liya hay...๐ก๐ก
KID: Mujhy kya malum tha kay kaam karnay kay bahany wo log Mujh say Katka bhi karwayein gay aur Mujhy Waterboy bhi banna para ga...๐ญ๐๐
KAKA: dekho Beta, FW kay store room mein aag lagnay say Mera Chamcha aur Pateli jal gayii hay๐.. sub ko apni apni paray hay Beta...kuch Din aisi KARKI mein rehna paray ga๐... Main ye Contract lay kr FW kay pass jata hun... dekh kya hota hay...๐๐
Edited by gadhadada - 11 years ago
6