EMA ke khud ke morals hai. Jaise Dj's ne promise kiya hai unka story sab se aalag hai. unne morals bhi sab se aalag hai.š
Morals of the story :
(aapne iinglish doston ke liye pink me comments)
1. Kaam wali bai hamesha kaam wali bai hi rahegi, Kaam wali bai ki beti bhi kaam wali bai hi banegi. EMA ka message for kaam wali bai's : aapne betion ko paadao, taaki aap jo kaam majbori me karte hai wohi kaam woh kushi kushi kudh se kargenge.(House maid is always a house maid, even her daughter will also be a maid(on her own). EMA message for all maids: Educate your daughters, so they will do the work you are doing willingly)
2. sab crimes aur criminals ko maaf karo , per jo aap ko sahara detha hai agar woh galti kare toh use maaf maath karo. uska kya hai, woh tho ghum phir ke wapas hi aayega. (fogive all crimes and criminals but don't forgive that person's mistake who gave you shelter to live)
3. Sab bahar walon ki seva karo, apnoko baad me jaane do. apne tho apne hi hai, phir wapas aayenge. (Take care of all other people except your family members, blood relation is blood relation they will not go any where)
4. aapne bacho ko sab kuch barabar baanto, ek beti ko pyaar aur kushiya baaton, ek beti ko aapne ghaam aur sapne baaton, aur beta ko sare ghar ka kaam baaton.(distribute everthing equally among children, give happiness and love to one daughter, give sorrow and dreams to other one and share you household work with your son)
5. saabi pattar ke murthi ko bagwan mante hai isme kya badi baat hai. kudh ko mahaan (oh maaf karna bagwaan) banawo (Everyone think idol made of stone is God, but making yourself as god is different)
6. pyaar me kya rakka hai. jo log hume pyaar karte hai, woh karte hi rahenge. phele hum dusroon ke saath naayi wali dosti nibhana hai. (what is in love, once a person loves you will always love you no matter what, so just concentrate on your newly found friend first.)
7. Mardoon ko zyaada baat karne na doon, kabhi kabhi woh sahi bhi ho, per hume unki baat nahi sunnni chahiye. (Don't give a chance for males to talk. Though they are correct sometimes , but on't listen to them)
8. aapni naakami ko bhi aapni garibi ka naam do. (For any kind failure , give poverty as name)
9. Baade baade vaade karo, per pura karne khi zaroorat nahi hai. Agar unko pura hona hai toh ho jayenge, phikaar not (Make big promises but you need not worry to fulfill them, if destiny has to fulfill your promise, then it will be fulfilled. don't worry)
Last but not the least :
10. Logon ka kya hai, aaj hai kal nahi. per aapna ego tho haamesha apne saath rahega tho pehle usko satisfy karo.(People are there today, will go tomorrow. But our ego will be always with us, so satisfy our ego first.)šš
Thank you EMA team for teaching us(viewers) these important morals of life. š
RIP EMA