Life mein Tara bachu ki Lapak One liners ko collect nahin kiya toh kya kiya😉
1. Life mein ek galti karke nahi sudre toh kya kiya
2. Life mein girne ke baad utthkar apne pairon pe khadi nahin hui toh kya kiya
3. Life mein paison waalon ke ghar mein reh kar, unke thaat nahi azmaiye toh kya kiya
4. Hanuman chalisa bolkar kisi ka darr nahin bhagaya toh kya kiya
5. Life mein Diwali ki raat mein bhi ujaale mein nahin aaya to kya kiya
6. Life mein sasuraal mein dhasu entry mahin maari toh kya kiya
7. Life mein Itni makhmali bister milne ke baad ji bhar ke mahin soya toh kya kiya
8. Life mein jithani ko dost kehkar na bulaya toh kya kiya
9. Life mein subah subah chaar meethe bol nahin boli toh kya kiya
10. Life mein sher ko sawa sher banke nahin mila toh kya kiya
11. life mein dusron ko sakhm denewaale ko dard na diya toh kya kiya
12. life mein sahi time mein dost ne dost ki madad nahin ki tih kya kiya
13. life mein risk nahin liya toh kya kiya
14. life mein darr ke jiye toh kya jiye
15. life mein 2 -4 gaali dekar zuban giri nahin ki toh kya kiya
16. life mein apni family keliye kuv=ch nahin kiya toh kya kiya
17. life mein tara ko bahu nahin banaya toh kya kiya
18. life mein pal bhar ka torture nahin saha toh kya kiya
19. life mein kisi ko jhooti dhamki dekar daraya nahin toh kya kiya
20. life mein chup ke se apne dulhe ko nahin dekha toh kya kiya
21. life mein maa ka dil dukhanewala sach bola toh kya kiya
22. Patni ne apne pati se zid nahin kiya toh kya kiya
23. Life mein har mod par aafat ko hello nahin bola toh kya kiya
24. Life mein muzibat ki time mein dimag ki batti nahin jalayi toh kya kiya
25. Life mein galti karne mein maa ki haath ki thappad khaye aur dusra gal nahin bathaya toh kya kiya
ps : 25 mein main thak gayi...isliye bas kar rahi hun...😃