Originally posted by: mimosa658
SJ...🤗...Thank God aap padhaarey bai sa!!
Accha hua ki aap aa gaiPage refresh kar kar ke meri ungaliyan dukh gaiAapka tha besabri se intezaarKal aap kaha chali gai thi yaarAapke bina yeh mehfil adhoori haiJaise sabzi ke bina koi poori haiAapke aane se aati hai bahaarJaise idli par daala ho garam sambaarHansi ke choothtey hai aise favvareyJaise ho chaayi bagiya mein bahaarein...