Jab bhi woh insaan ke kareeb hoti hai toh unki dil ki dhadkan kaise hoti hai ?
Jab bhi woh unke saamne jaati hai unki dil ki dhadkan tez hoti hai kya ?
Jis din tumhare zindagi mein woh ladki aayegi na , Jiske bina tum...
Jiske bina tumhari dhadkanein ruk jayegi,
Jiske bina tum ji nahi paoge,
Tumhe aisa lagega jaise... agar woh tumhe na mili na toh tumhari saansein ruk jayegi...
Jab who tumhare zindagi mein aayegi na... tumhe pata bhi nahi chalega aur woh tumhare zindagi ka hissa ban jayegi...
Aisa kyun hota hai jab bhi aap hamare paas aathe hai toh hamare dil ki dhadkan tez ho jati hai ?
Aisa kyun hota hai ki hamare dil ki dhadkan hamare saanson se bhi tez ho jaati hai?
77