i hope u all like this.
1-Yeh jo sab ki hatheli hai
yeh ek ajab paheli hai
likha hai jo bhi lakeeron mein
milta hai woh taqdeeron mein
jo kho jaye to meeti hai
jo mil jaye sona
karam apna apna karam apna apna.
2- Kaisay koi ab safae day
sach hai wohi jo dekhae de
chup rehna bhi zaroori hai
sab sehna majboori hai
koe rok lay in ankhon say
in ansooan ka gehna
karam apna apna karam apna apna.
3- Rahein naye sab naya sa hai
phir kyun lagay apna sa hai
yehi sapno ka jahan ho ga
yahin pay mera ashiyan ho ga
sach ho jaye ga ek din in ankhon ka sapna
karam apna apna karam apna apna
4- Karam asmaan wale kay haath hai
jo likh day wohi us ki sughat hai
likha hai jo lakeeron mein
melay ga woh taqdeeron mein
kahin meeti hai kahi sona
karamapna apna karam apna apna.
5- Dar hai kahin woh raath jaye na
dil yeh mera toot jaye na
meray honthon pay zanjeerein hain
jhoti yeh sabtasveerain hain
per kaisay usay meinsamjhaon
kaisay kahoon ghum apna
karam apna apna karam apna apna
6- Yeh jo sab ki hatheli hai
yeh eik ajab paheli hai
banay jo urya asmaon par
lakerein sitam ghaye mor mor kar
unchaha mil gaya rahoo mein
jisay cha howa sapna
karam apna apna karam apna apna
Enjoyš