Nazar milti hai dil lagaya nhi jaata,har milne wale ko apna banaya nhi jaata
aur jo bas gaye hai dil mein ek baar,unhe zindagi bhar bhulaya nhi jaata
Bahane-2 se tumhari baat karte hai , har pal tumhe yaad karte hai
Itni baar to aap saans bhi nhi lete honge,jitni baar hum aapko yaad karte hai