ye to galat baat hui bhai!! haq banta hai kalpi ka! 😕
par bechara raghav kare v to kya kare...Kalpi saara time sharma sharma kei waste kar leti hai 😛
Raghav zara paas kya baith jata hai usko garmi lagne lagti hai!! 😆 😉
agar bedroom dikhaneki baat karega v to na jaane kalpi kya kar legi! 😆
pata chala sharmaake darr ke maare bhaag gayi...phir bechaare raghav k to saare mehnat chullu bhar paani me chala jayega!! 😆
agar maine kuch ulta pulta likha to pls dnt mind guyz..mera fuse kalse uda hua hai! 😆